Health some advice by bewell
Health is a important subject of evry person of life .
Bewell health gyaan.
* Ajkal dekha jata hai ki har insan apne health ke aor zada alert nhi rahta . Vo nhi janta ki uske liye healthy rhna kitna important hai. Aye ajjj hm apko kuch health gyan denge .Jo apki life me sabse important hota hai .
* Sabse pahle ham janege ki healthy na rahne ke vajah se hmare life m kitna rong ho sakta hai
1 . Healthy na rahne se insan jald old ho jata hai .
2 . Uski body a right work nahi krege .
3 . Uske body me bhut si bimariya create ho jate hai .
4 . sax power loss ho jate hai .
5. Sochne smjhne ke capacity kam ho jate hai .
6 . Bhut se bimariya generate ho jate hai . Jese . Blood pressure, suger bhut se aese badi bimariya hai Jo insan ko healthy na rahne ke vajah se ho sakti hai .
. Just ham janege ki health & fit rahne se ek insan kitni achi life ji skta hai
1 . Healthy rahne se insan jald old nhi hota . After 50 year old bhi young rahta hai .
2 . Uski body daily top work krege . Or jald se koi bimare create nahi hoti .
3 . Sax power bhi okk rahte hai Jo har insan ke liye aj bhut important bat hai
4 memory sharp work karte hai .
5 insan good loking rahta hai .
Aj hmne apko kuch advice di ki ek insan ki life me healty rhna kitna important hota .
Iske age ham janege ki vo kya kya tips hai . Jo apki health ko better karege . Or ap ek achi life ko achieve kar sakte hai . Vah tips ham apko age ane wali post m share krege .
0 Comments